Friday 27 December 2019

LIVE ЁЯФ┤ | рдмिрдиा рдПрдЯीрдПрдо рдХाрд░्рдб рдХे рдкैрд╕े рдиिрдХाрд▓े |Sbi Yono Cash withdrawal Without ATM Card - Bager ATM Card ke paise kaise nikalen


Doston aaj ki is Post me batane ja raha hun ki aap bager ATM Card ke ATM Machine se paise kaise withdrawal kar sakte hai, Doston YONO CASH ek bahut hi badhiya service hai SBI ki taraf se, kyunki ho sakta aap apne ghar se kahin baahr ho or Apka ATM Card bhi apke sath hai, or agar us time aapke family ko kuchh cash ki jarurat pad jaye to aap kya karoge,


Us condition me SBI YONO CASH ka istemaal kar sakte hai, bas apko kuchh steps ko follow karne honge, ek baat apko bata dun ki SBI Yono Cash ka process tabhi apko karna hai, jab Cash Withdrawal karne wala person ATM Machine pe khada ho,


Kyunki jab aap SBI YONO CASH WITHDRAWAL ka process kar lete hai to to apko 30 Minute ka samay diya jata hai Sbi yono cash ki taraf se PAISE Nikalne ke liye, agar aap 30 minute se jyada ka waqt lagate hai to apka kiya hua process cancil kar diya jata hai, or phir se apko ek new request karni hoti hai sbi yono cash withdrawal ke liye,


to aaiye jante hai ham kaise sbi yono cash se paise withdrawal kar sakte hai wo bhi bager ATM Card ke,

Step 1: Sbi Yono app Install karen or Login karen Step 2: ab aap Yono Pay wale option ko select karen, or phir Yono Cash wale option pe click karen, Step 3: ab ATM wale otion pe cllick karen Step 4: ab aap Amount enter karen jitna aap nikalna chahte hai, Dhayan de ki aap SBI Yono Cash se 1 Din me sirf 10000 hi withdrawal kar sakte hai, Step 5: ab apko 6 Digit ka koi bhi PIN Set karna hoga, iski sahayta se hi ham ATM Machine se bager ATM Card ke paise nikal payenge, Step 6: i agree to the terms and conditions ko Tick karen, or Confirm pe click karen Step 7: ab aapke mobile pe 1 sms aaya hoga, jisme 6 Digit ka code hoga, Step 8: ab aap ATM Machine pe jayen or YONO CASH wale option ko select karen, Step 9: ab apko mobile pe aaye huye 6 Digit wala code enter karna hai or ok karna hai,



Step 10: ab aap Amount enter karen or ok karen Step 11: ab apko PIN enter karna hai, jo apne 6 Digit ka set kiya, or OK kar dena, Step 12: Bas finally apka cash kuchh hi secondon me machine bahar aa jayega, to i hope ki aap is post me poori tarah samjh gaye honge ki ham sbi yono cash ka istemal kaise kar sakte hai, or kaise atm machine se paise withdrawl kar sakte hai, kisi bhi tarah ki suggestion ke liye hame Comment karke jarur bataye...Dhanyawaad


0 comments: