Doston aaj ki date me WhatsApp ham sabhi ke beech itna jyada populer ho gaya ki jaise ham uske bina ek pal bhi rah hi nahi sakte, or ho bhi kyu na kyunki aaj ham kisi bhi social apps ki madad se har kisi se touch me rah pate hai,
Social app me sabse jyada istemal kiya jane wala app whatsapp hai, subah se shaam tak me na jane ham kitni bar whatsapp ka use kar lete hai, sabhi se chatting karte rahte hai,
chat karte karte kuchh log hamare dil ke itne karib aa jata hai ki ham uske online aane ka bahut hi beshabri se intjaar karte hai, ki kab wo online aaye or ham baat karen, lekin whatsapp pe hota ye hai ki jab tak aap khud online nahi ho to aap dushron ko nahi dekh sakte ki wo online hai hai ya nahi,
aise me ye possiable nahi hai ki ham apna whatsapp open karke uske onlne aane ka intjaar karen, isi beech wo kab online hue or kab offline kuchh pata nhi chalta, aise me ham unse chat nahi kar paate hai, or hame mayushi hi milti hai,
- गूगल को सब कुछ पता है आपके बारे में - आपकी हर Activity पे रखता है नजर
chinta mat kijiye aaj main apko whatsapp ka ek aisa trick batane ja raha hun jisse aap har time baat kar payenge, ya u kahen to wo jab jab online aayegi tab tab aapko ek beep sound ke sath notification mil jaya karegi, jisse aapko pata chal jayega ki wo online aa chuki hai, or aap aasani se unse usi time baat kar sakte ho, to hai na kamaal ka trick......
- Sabse pahle yahan Click karke us app ko download kar apne phone me install kar len.
- Ab aapke phone me wo app is tarah dikhai de raha hoga, uspe tap kar use open kar le.
- Right side corner me + ke icon pe tap karen.
- Ab whatsapp ke option ko select karen.
Ab aap jis kisi ke bhi whatsapp no ko track karna chahte hai uska number yahan enter karen or koi naam enter karen phir OK kar den, dhyan rahe aap jis bhi countery se hai us countery ka code jarur laagye..
Example; +919999999999
ab simply aap us application se back ho jaye ya exit kar jaye, ab wo number tracking me ja chuka hai, jab bhi wo online ya offline hogi/hoga to aapko ek Tone ke sath notification milegi jisme ''niche diye gatye screenshot'' is tarah dikhega,
agar aap poori detail me jaanna chahte hai ki wo kab online huye or kab offline, to uske liye aapko us App ko open karna hoga, phir us number pe click karen, apko yahan pe 1-1 minute ki janakri mil jayegi ki wo kab online huye or kab offline.
maine is topic ke upar ek video bhi banaya hai, aap chahe to niche link pe click karke dekh sakte hai.....Dhanyabaad
0 comments: