Tuesday, 9 February 2021

SBI Reward Point Redeem Kaise Karen 2021 | How To Redeem Sbi Reward Point | selfgyan.com

 

SBI Reward Point Redeem Kaise Karen 2021 | How To Redeem Sbi Reward Point | selfgyan.com

Point Redeem By Yono:-Doston Aaj ki is post me ham janenge ki State Bank of India ka Reward Point ham Redeem kaise kar sakte hai, sath hi ham ye bhi janenge ki sbi Rewardz App pe ham first time registration kaise kar sakte hai,  Sbi Reward Point Redeem ham Yono App ke jariye bhi kar sakte hai, or Sbi Rewardz app pe registration karke bhi kar sakte hai, agar aap sbi yono app use karte hai to aap bager registration ke reward point use kar sakte hai, Sbi Yono app me Login karne pe "Quick Links" ke under apko "Reward Redeem" ka option mil jayega, aap simply wahan pe click karke sabhi point ka istemal kar sakte hai, Yono App Download karne ke liye niche diye Icon pe click karen,

SBI Reward Point Redeem Kaise Karen 2021 | How To Redeem Sbi Reward Point | selfgyan.com

Sbi Reward Redeem By Registraion:-Sbi Reward Point Redeem karne liye sabse pahle hame SBI Rewardz App hame Download karna hoga, Niche Diye gaye Icon pe click kar aap SBI Rewardz App Download kar le, Or Niche Bataye Gaye Steps ko Follow karen,

SBI Reward Point Redeem Kaise Karen 2021 | How To Redeem Sbi Reward Point | selfgyan.com

Steps 1. Sbi Rewardz App Open kare, or "Don't have an Account?Sign Up" pe Click karen,

Steps 2. Ab CIF No Enter kare, or Mobile No ka Aakhiri 4 Digit enter karen, CIF no apko Passsbook ya Online Stetement me mil jayega.

Steps 3. Mobile pe Otp aayega, us Otp ko Fill Karen or Continue pe Click kare,

Steps 4. Yahan apko New User Id Create karne ka option milega, sath hi Agar aap apna Registerd E-mail id ya Phir Mobile No ko User id Banana chahte hai to aap wo bhi kar sakte hai, Thenk Continue karen,

Steps 5. Ab apko yahan Password Enter karna hai, Phir usi Password ko Re-Enter karna hai, or Phir Submit pe Click karna hai,

Steps 6. Ab jo User Id apne banaya hai wo Enter karen, or Password Enter kake Login pe Click karen, aap Succesfully SBI Rewardz App me Logged in ho Jayenge.

Ab Aap SBI Rewardz App se apne Reward Point ko bahut hi aasani se Redeem kar sakte hai, aap yahan se Apna Mobile Recharge kar sakte hai, Online Shopping karne ke liye E-Voucher Kharid sakte hai, Diye gaye List me se aap koi bhi Product purchage kar sakte hai Etc...

I Hope ki Aap samajh gaye honge ki SBI Reward Point ko ham Redeem kaise kar sakte hai....Thanks

0 comments: